Sunday 14 June 2015

Toot’te khawab


nahi me gam se ubra hun,kanhi ek dard baki he
nahi wo ab milegi par,abhi ummeed baki he
safar me ishk ke yaaro,main kiya kiya dastan likhu
bahut se khawab tute he,bahut se khawab baki he

Tum Jab Se Gye Ho

Dastak Tu Bari Baat Hai, Tum Jab Se Gye Ho

Is Ghar Ke Darichon Se Hawa Tak Nahi Aati

Toheed ye hai k

Toheed ye hai k KHUDA Hashar mein keh de
Ye Banda do Alam se Khafa mere liye hai

Ye na samjho k bichra


Ye na samjho k bichra hon to bhol gya hon tm ko
Tare hathon ki khoshbo mare hathon main aaj bhi ha
Ye or baat hai majboreyo na nibhana na dya wo taaluk
Warna shamil sachai mari wafaon main aj bhi hai.

Shikayat Le Ker

Shikayat ly kar gy thy us k diye howay dard ki

Dost Bhool gay hum apna gham usko khush dak kar.

Humare Jaane Ke Baad

Humare Chale jaane ke Baad

Yeh Samandar Ki Ret Bhi

Tumse Pucha Karegii

Rukhsat Hua to

Aya tha Aik Shakhs Mere Gham Ko Bant-nay

Rukhsat Hua To Apnay B Gham De Gaya Mujhe

Nikal Do Sene Se Dil ko

Nikal Do Sene Se Kambakhat Hai Ye Dil

Mohabat, Mohabat, Mohabat Laga Rakhi Hai

Udaasiyo Ka Mosam

Ye Udaasiyon Ka Mosam Meri Zindagi Na Le Le..

Mera Dam Nikal Na Jaaye Usey Yaad Krty Krty..!